Director: Mukul Anand
Producer: Nitin Manmohan
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Sameer
Singers: Asha Bhosle, Udit Narayan & Shankar Mahadevan
Udit:
Hum Kahan Aa Gaye
Asha:
Hum Kahan Aa Gaye
Udit:
Bhanwaron Ne Kaliyoon Se Kaha
Asha:
Mausam Zara Hai Badguma
Shankar:
O, Dulhan Bani Hai Ye Zameen
Asha:
Kitna Suhana Hai Samaa, Hoo
Udit:
Sanson Ka Gaana Chedoo
Asha:
Koi Fasaana Chedoo
Udit:
Sanson Ka Gaana Chedoo
Asha:
Koi Fasaana Chedoo
Shankar:
Koi Tarana Chedoo
Haan, Hum Kahan Aa Gaye
Udit:
Hum Kahan Aa Gaye
Asha:
Hoo, Sur Mile Hai
Gul Khile Hai
Masti Mein Jhoomey Mera Dil
Udit:
Kya Nazarein Hai
Shankar:
Kya Isharey Hai
Asha:
Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Shankar:
Haan, Saathi Jo Koi Sang Ho
Asha:
Chalne Ka Aata Hai Mazaa, Hoo
Udit:
Tanhaa Guzare Jo Koi
Shankar:
Ye Zindgani Hai Sazaa
Asha:
Yaadon Ke Railey Honge
Shankar:
Hey Waadon Ke Mele Hongey
Asha:
Yaadon Ke Railey Honge
Udit:
Hey Waadon Ke Mele Hongey
Asha/Udit:
Hum Na Akele Hongey Haan
Shankar:
Hum Kahan Aa Gaye
Asha:
Hum Kahan Aa Gaye
Shankar:
Sinduri Shaam Ho Gayee
Panchi Gharoon Ko Chal Pade
Dariyaa Ki Maujein Hai Thami
Panghat Ke Khaali Hai Ghade
Asha:
O, Shabnam Ki Pyaali Pyaali
Udit:
Pedon Ki Daali Daali
Asha:
O, Shabnam Ki Pyaali Pyaali
Shankar:
Pedon Ki Daali Daali
Udit:
Gaaye Koyalya Kaali, Haan
Shankar:
Hum Kahan Aa Gaye
Hum Kahan Aa Gaye
Udit:
Hoo
Asha:
Haan, Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Udit:
Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Shankar:
Hey, Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Asha:
Manzil
Udit:
Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Shankar:
Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Udit:
Hey, Aankhon Ke Aagey Hai Manzil
Shankar:
Aankhon Ke Aagey Hai Manzil...