Director: Sooraj R. Barjatya
Producer: Kamal Kumar Barjatya, Rajkumar Barjatya & Ajit Kumar Barjatya
Music: Raam Lakshman
Lyrics: R. Kiran
Singers: Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik & Anuradha Paudwal
Maiyya Yashoda, Ye Tera Kanhaiyya
Panghat Pe Meri Pakade Hai Baiyaan
Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ram Ji Ki Kripa Se
Maiyya Yashoda, Ye Tera Kanhaiyya
Panghat Pe Meri Pakade Hai Baiyaan
Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ho, Ram Ji Ki Kripa Se...
Gokul Ki Galiyon Mein Jamuna Kinare
Woh Mohe Kankariya, Chup Chup Ke Maare
Natkhat Adaayein, Surat Hai Bholi
Holi Mein Meri Bhigoye Woh Choli
Baiyaan Na Chode, Kalaiyaa Madode
Baiyaan Na Chode, Kalaiyaa Madode
Paiyyan Padoon Phir Bhi Peecha Na Chode
Meethi Meethi Baaton Mein Mujhko Phasaye, Hai
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ho, Ram Ji Ki Kripa Se...
Alka:
Jab Jab Bajaye Mohan Muraliya
Chan Chan Chanakti Hai Meri Payaliya
Nainon Se Jab Woh Kare Ched Khaani
Dil Thaamey Reh Jaye Prem Deewani
Sud Budh Gavayein, Neendein Udayeein
Sud Budh Gavayein, Neendein Udayeein
Jo Karne Baithi Thi Woh Kar Na Payee
Badi Mushkil Se Dil Ko Sambhala, Hai
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ram Ji Ki Kripa Se Main Bachi
Ho, Ram Ji Ki Kripa Se...
Anuradha:
Gokul Ka Kanha, Re Dil Mein Samaya
Main Bhagyeshaali, Inhe Maine Paaya
Maana Ke Sabh Ke Hain Ye Kanhaiyya
Kehlayeinge Par Tumhare Hi Maiyya
Pyara Piya Hai, Tumne Diya Hai
Pyara Piya Hai, Tumne Diya Hai
Mamta Ke Aanchal Mein Humko Liya Hai
Charanon Mein Tere, O Maa Humko Rehna Hai
Raam Ji Ki Kripa Se
Kavita/Alka/Anuradha:
Haan Ji Haan
Anuradha:
Ram Ji Ki Kripa Se
Kavita/Alka/Anuradha:
Haan Ji Haan
Ram Ji Ki Kripa Se...
© Copyright 1999 amathur@geocities.com