Director: John Mathew Matthan
Producer: John Mathew Matthan
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Sameer
Singers: Alka Yagnik & Aamir Khan
Alka:
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye...
Rang Na Dekhe
Roop Na Dekhe
Ye Jawani Ki
Dhoop Na Dekhe
Aamir:
Arz Hai
Kuch Majhnoo Baney
Kuch Ranjhaa Baney
Kuch Romeo
Kuch Farhaad Huey
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein
Jaane Kitney Barbaad Huey,
Woh Dekho
Alka:
Ishq Mein Iske
Baanwari Hoon Main
Ye Bhalaa Hai To
Kya Buri Hoon Main
Ye Ladka Hai Phir Bhi
Jaane Kyoon Sharmayee
Jaane Kyoon Sharmayee
Hai Sharmayee
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye...
Jaanti Hoon Main
Ye Tadapta Hai
Pyaar Mein Iska
Dil Dhadakta Hai
Aamir:
Jisey Dekho
Dil Ki Dhun Hi Ramata Hai
Are Ye Mandir Nahin Hai
Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Keh Do
Kahin Aur Jayein
Mera Dil Hai Dil
Dharamshala Nahin Hai
Alka:
Ye Akele Mein
Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se
Ye Kyoon Darta Hai
Sach Kuch Bhi Boley Na
Jhoothi Baat Banaye
Jhoothi Baat Banaye
Haan Banaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Aamir:
Phool Khilte Hain
Baharon Ka Samaa Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To
Pyaar Jawan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko
Hoton Se Nahin Kehte
Ye Fasana To
Nigahon Se Bayan Hota Hai...
© Copyright 1999 amathur@geocities.com